Wednesday, 31 August 2016

Ek Namaz Se Dusri Namaz ke Darmiyan Gunah maaf hote hai

sahih bukhari.....
Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab bhi koi Achchi tarah wudhu karta hai to aur namaz parhta hai to uskey ek Namaz se Dusri namaz ke parhney tak ke Gunnah Maaf kar diye jaatey hain .
Sahih Bukhari, Vol 1, 153

so plz namaz qayam karo or zaqat ada karte raho ,,,,,,